Friday 7 February 2014

The Urdu Fixation


“Ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
aa phir se mujhe chhod ke jaane ke liye aa..
Pahale se maraasim na sahii phir bhi kabhi toh
rasm-o-rahe duniya ki nibhane ke liye aa..
Kis kis ko batayenge judaai ka sabab hum
tu mujhse khafaa hai toh zamaane ke liye aa..
kuch toh mere pindaar-e-mohabbat ka bharam rakh
tu bhi to kabhi mujh ko manaane ke liye aa..
ek umr se hoon lazzat-e-giriyaa se bhi maharuum
aye raahat-e-jaan mujh ko rulaane ke liye aa..
ab tak dil-e-khushfeham ko tujh se hain ummiden
ye aakharii shamma bhi bujhaane ke liye aa ....”

― Ahmad Faraz



The above shayari, when weaved into music and sung by Mehndi Hassan is my All time favorite ghazal. It is ethereal and vulnerable and transpires an air of mystique and brilliance about itself each time i hear it. There is something about Urdu poetry that inspires awe in me. I am not sure if its the linguistic flair or its persian influence that attracts me more to it, but its definitely worth an attempt.



Unlike legal jargon which drive me absolutely nuts
Shayari seems incomprehendible in ways i prefer,driving me nuts in ways i like




Yeh ishq naheen aasaan, bas itna samajh lijiye
Ik aag ka dariya hai, aur doob ke jaanaa hai

- Mirza Ghalib

Probably the first shayari i had ever heard.  More than the words itself,i remember the way the curly haired woman onscreen had recited it. Every word full of an era gone by and  pause of anguish at the end of each line. *sigh* 

I guess the ghazal's my dad would routinely hear at home got to me after all. 



Yeh ishq nahi aasaan
bas itna samajh lijiye
is aag me jalne ki
jald baazi na kijiye 

Is ishq mein nafrat bhi, is ishq mein junoon hain
yeh woh toofan hai jisme thandi sukhoon hai
is par zor nahin, yeh wo aatish hai
therav jo shor mein simti
har lahu mein khwaish hai

Yeh ishq nahi aasaan
bas itna samajh lijiye
jalti aag me jo kood chuke hain
paar karke hi dum lijiye

- Karishma Singh